Support Me World Blog Provides Online Classes Tricks and Tips for: Android Computer, Internet ,Facebook, Youtube, Mobile, Google ,Twitter ,Yahoo internet security, Data Security, Discovering New Technology, Website Development , Design And Web Hosting Services / Domain Registration and Online Business Promotions Tips & Tricks Online Classes.

Ethical Hacking kya ? in hindi tips

Ethical Hacking kya ?


Ethical Hacking



Dosto m aap sabhi ka pc hindi tricks par swaget karta hu. yaha aaj m aapko internet se judi duniya ki us important jankari ke bare me batana chahunga jisko bahut kam log jante hn lakin janna bhi jaruri h kyonki aaj ka yug technology ka yug h.

 dosto hum akshar Google par search karte rehte hn ki “Whatsapp ko hack kaise kare”, “apne friend ka Facebook account kaise hack kare”, email id kaise hack kare. lakin Google aapko isse related article batata h lakin kya aapne socha h ki ye hack h kya ? 
” Ethical Hacking & Cyber Security” leker aaye hn. jisme hum aapko btaenge ki aakhir hacking kya h ? ethical hacking & cyber security kya h ? ethical hacking & cyber security me carrier kaise banaye ?


Hacking kya h ?

Dosto sabse pahle m aapko batana chahunga ki Hacking ek “illegal” process h agar isko education purpose ke liye upyog me laye jaye to hi acha rahta h. dosto hacking ek aisi process h jisme koi bhi man lo aapke account ko hack karrha h to wo aapke internal deta ko hack karta h ya uske sath Cherchar karke uski value change kardeta h jisse aapka account hack ho jata h ya fir yu kahe ki aapke account ka Admin panel hacker ke pas chala jata h jise hacker aapke personal information jan leta h. ye hacking process hoti h.
Dosto agar aap ek gmail user hn to aapko “How to Hack Facebook Account”, es tereh ke mails aate rehte hn. ye mail un IT Technology Centre ki teref se aate hn jo aapko ethical hacking certificate dete hn. chaliye ab jante hn ki ethical hacking kya h ?

Ethical Hacking Kya h ?

jyadater log fun ke liye apne friend ke Facebook, Twitter account hack karne ke liye hacking ke bare me jannta chahte hn. lakin yaha m aapko bata du ki Hacking ek skill h, hacking ke bare me aapko jankari hone par hi aap kisi account ko hack karne ke bare me jan pate hn. dosto m aapko bata du ki ethical hackers comment expert ke alawa kuch nhi h kyonki hacking ki puri process system par hi hoti h jiske liye aapko system ke internal coding ke bare me jankari hona jaruri h. ek ethical hacker banne ke liye sabse acha Rasta h “cyber security training”.
jaha aapko ethical hacking ke bare me ek course karwaya jata h jisko aap kisi bhi “cyber security University” or “Online IT Training Course” join karke kar sakte hn.

Read more:-

Ethical Hacking Me Scope Kya Hn ?



dosto ab aapke liye ye janna bhi jaruri h ki aakhir ethical hacking me kya scope hn ? or ek perfect ethical hacker kitne paise kama sakta h ? or kaha se kama sakta h ? m yaha aapko en sabhi sawalo ke jawab derha hu kyonki ye post HinditrickBlog ke visitors ki requirement par banaya gya h jo ethical hacking me apna carrier banane chahte hn.
Dosto hamare liye ethical hacking course karna ye ethical hacking ke bare me jankari lene ka main reason skill programming me apna carrier banane se h. jaha aap ek good ethical hacker banke network administrator, a cyber security specialist, a network security specialist, web application security expert me apna carrier bana sakte hn ya insab ke liye apply kar sakte hn.
Doato Government or bahut sare business se related organizations apne Online network ke liye bahut hi jyada serious hote hn ya fir yu kahe ki apne Online network ko maintain karne ke liye wo top ethical hackers ko rakhte hn jo unke network ko safe rakhte hn ya choti se choti activity par apni nazar rakhte hn. wo apne network ki security, applications or other system ko improve karne ke liye ethical hackers ko rakhte hn.


Read more:-
cyber security, digital Forensics Or Hacking ek incredibly fastest growing job sector h. Year 2013 me yaha lagbhag 2,00000 se jyada national posting cyber security me thi jo ki government or private organization me thi. ab main bat dosto agar aap ethical hacking me apna carrier banana chahte hn to eske liye aapko thoda sa paisa lagana padta h mtlb ki ethical hacking sikhne ke liye aapke pas paiso ka hona bahut jaruru h kyonki iski fee kuch jyada hi h.
Ek successful ethical hacker 70,000+ per month kama sakta h ye uski skill par depend karta h jitni ache hacking or network me aapki skill hoti h aapko utna hi jyada benefits milta h.
Read more:-


m aapko yaha cyber security ke course me aapko kya sikhna padta h ya aapko kya sikhaya jata h iske bare me batata hu –
*.Cryptography
*.Security+
*.Computer Forensics,
*.MCSA, Linux+,
*.CCNA Or Network+
*.CISSP


*.Social Engineering Or Manipulation
*.Python for Security Professionals
*.Malware Analysis


*.Metasploit Or Advanced Penetration Testing
*.Ethical Hacking Or Bahut kuch.
Top 5 ethical hacking learning sites:-

1-Hackaday : http://hackaday.com/

2-Evilzone Forum : https://evilzone.org/

3-HackThisSite : https://www.hackthissite.org/

4-Break The Security : http://breakthesecurity.cysecurity.org/


5-EC-Council – CEH Ethical Hacking Course : https://www.eccouncil.org/

agar  aap ko hacking ke bare main or jankari chahiye to aap  hamse  samprak kar sakte hai 

mera contect no-8504901095

Share:

0 comments:

Post a Comment

Search This Blog

Powered by Blogger.
  • ()

Recent Posts

Unordered List

Pages

Theme Support