Hacker बनने के लिए ये बाते ध्यान मैं रखे हैकिंग ट्रिक्स हिंदी
post by:-mahendra raiger
1. sabse pahle computer friendly bane
ethical hacking hacker
qki bina practis ke koi hacking kam nahi ati, ap kitna video dekh le ya post pad le. kamsekam apme 18-20 gante computer me baitne ki adat honi chahiye.
2. kali Linux friendly bane
jisse ethical hacking me apka career bahut badiya hoga.
3. os khowledge-
dosto hacking me apko alag alag os ka use karna pad skta hai isliye apko alag alag opreting system ko chalana ana chahiye jisse ap acche se hacking kar sakte hai.
ethical hacking opreting system
Main yaha apko 10 os ke name batata hu jisko jannne ke bad ap acche se hacking kar sakte hai.
-Kali Linux, Samurai Web Testing Framework, Pentoo Linux, Parrot Security OS, BackBox, DEFT Linux, Network Security Toolkit (NST), BlackArch Linux:Bugtraq, Caine, ArchStrike Linux, Fedora Security Spin, Bugtraq
4.Network ka knowledge
Online kai site hai yaha se ap network ke bare me acche se jan sakte hai.
5.computer langvage-
dosto computer langvage bahut jaruri hai, qki hacking me basic camand ke liye coding bahut jaruri hota hai iske bina hacking imposibal hai isliye apko computer langvage
Jaise- java, c, c+, c++, python, html, php ye sab jaruri hai tabhi ap kisi website ko hack kar paoge.
6.utawala hone se bache
aur apne friend ya family ke samne bol dete ki o ek hacker, jo ki galat bat hai hacking karne ke kuch rule hote hai ya ek apne ap me secret hota hai ise apne ap tak rakna chahiye.
nahi to ho sakta hai ki koi apko kisi illegal kam ke liye uksaye aur ap ye kam kar baite, to is bat ka dyan rakhe aur apne ap ko sambhal ke rakhe.
7. good (ethical hacking) and bad hacking me samaj-
dosto hacker har tarah ke hote hai,
agar apko good hacking and bad hacking me antar nahi pata to ho sakta hai ap kahi galti kar baitenge isliye,
apko white hat and black hat ke bare me pata hona chahiye jisse ap crime karne se bach sakte hai. aur accha ethical hacker ban sake
8.hacking community ke conntect me rahe
9.hacker ki tarah soch rakhna
Jaise ap koi company me kam kar rahe hai to waha apko yah sochna hoga ki ek hacker kaise hack kar sakta hai tabhi ap use secure rakh sakte hai.
dark web, deep web kya hai.
10. certification
Aur ho sakta hai ki koi badi company apko hire kare.
To dosto ye hai ethical hacking ke kuch tips apko ya kaise lagi jarur bataye aur hacking sikhne ke liye hamare site me daily visit kare, is site me apko har tarah ke topic padne ko milega.
0 comments:
Post a Comment