Support Me World Blog Provides Online Classes Tricks and Tips for: Android Computer, Internet ,Facebook, Youtube, Mobile, Google ,Twitter ,Yahoo internet security, Data Security, Discovering New Technology, Website Development , Design And Web Hosting Services / Domain Registration and Online Business Promotions Tips & Tricks Online Classes.

[SOLVED]: How to remove unwanted ads from android mobile in hindi tricks

[SOLVED]: How to remove unwanted ads from android mobile in hindi tricks

remove unwanted ads from android
remove unwanted ads from android 

Hello..dosto aaj ke Time me har koi android mobile use karta hai and sabhi me ek problem coman hai. 70℅ android users ka ek aur question hai how to block ads jitne bhi log android mobile use karte un sabko ye problem aati hi hai. Jese agar hum jab bhi internet data on karte hai to instant hi hamare mobile me jo faltu ke apps installed hai unke ads show hone lagte hai. To iska solution hai hamare pass aaj me aapko is article me btaunga how to block ads in apps kuch logo ko sayad nhi pta ki ye ads kyu aate hai isko kise kya fayda hai to uske baare me thodi information bta deta hu.

Android mobile ke liye bahot sare intrasted apps and games plastore par available hai jahir si baat hai aapke mobile me bhi apps installed hai. Lekin dosto kuch apps ese hote hai jinko open karne par ads show hone lagte hai. ye apps ads supported hote hai matlb ki inme company ke ads chal rahe hote hai jinki wajah se is app me ads dikhae jate hai to ise fayda ye hai ki jab bhi koi in ads par click karta hai to developer ko per click pese milte hai to ise inka hi fayda hai.

 Lekin aap chahe to in apps ko block ya band kar sakte hai. Lekin unke liye aapko us app ka pro version dawnload karna hota hai jo ki paid hota hai uski price karib 200-250 rs. Hoti hai jo online card se payment karni padti hai tab jake aap ye apps use kar sakte ho. Lekin har kisi ke pass card ya online payment ki suvidha nhi hoti aur koi bhi Android user ad block ke liye paid app dawnload karna nhi chahega to ese me aapko ye article bahot hi useful sabit hoga. is trick me block ads in browser bhi hoga matlb ki browser ads ko bhi block karne ka tarika hai.

Agar aapko free me ad block use karna hai to aap kar sakte hai lekin internet par jo trick available hai usme aapko mobile root karna hota hai tab hi aap wo apps installed karke use kar sakte ho but mera ye article Android adblocker no root bhi support hai. Yani ki aapko mobile root karne ki koi jarurat nhi hai me aapko ek esa Android app btaunga jise aap without root ke ads ko block band kar sakte ho.

Agar aap Google pe search kare adblocker for android apps  to aapko bahot se apps mil jayenge but un me se sirf kuch apps hi ese hai jo working hai baki sab fake apps hote hai jo mobile me virus jese problem create karte hai. To me aapko jo app bta raha hu wo bilkul free and safe hai jo 100℅ working bhi hai aur block all ads ki suvidha provide karta hai.




Android mobile me ads block ya band kese kare (android ad blocker no root)

1. Sabse pahle aapko yaha se block this -ad blocker app dawnload karna hai.
Dawnload app




(Ye application plastore par nhi milegi is liye aapko yaha se hi dawnload karna hai)
2.app install kare and open kare ab aapke samne start and fill the freedom likha hua aayega us pae ek video ka icon hoga uspe click kare.

3. ise block vpn network create hoga aur ok par click kare.

4. now aapke screen par ad blocking enable enjoy likha hua dikhega
Means ki ab aapke mobile ke sare ads block ho chuke hai. Enjoy kare....


Friends block this application kafi acche se work karta hai isko use karna kafi east hai baki apps ke mukable iski process bhi kafi short hai to koi bhi use use kar sakta hai iska use kare. Jese ki mene aapko aage btaya ye app block all ads ki suvidha deta hai to ab ise use kare and enjoy kare ab aapko internet use karte wakt koi bhi disterpness nhi hone wali agar dosto aap ko android mobile se judi or koi jankari cahiye to hame comment kare.


Share:

0 comments:

Post a Comment

Search This Blog

Powered by Blogger.
  • ()

Recent Posts

Unordered List

Pages

Theme Support