Support Me World Blog Provides Online Classes Tricks and Tips for: Android Computer, Internet ,Facebook, Youtube, Mobile, Google ,Twitter ,Yahoo internet security, Data Security, Discovering New Technology, Website Development , Design And Web Hosting Services / Domain Registration and Online Business Promotions Tips & Tricks Online Classes.

Top 20 Awesome Android Apps for 2018 HINDI

Top 20 Awesome Android Apps for 2018 HINDI

Top 10 Awesome Android Apps for 2018 HINDi
Top 10 Awesome Android Apps for 2018 HINDi

Hello dosto  aaj har  aadmi ke pass  android mobile hota hai  par  kuch  logo ko  android  ke  en apps ki jankari  nhi hoti  isliye  main aap ko  20 top apps ke bare main bata rha  hum .


1. Android Tips – Android phones ki battery Life kaise badhaye ?

Dosto battery khatam hone ki problem to har android phone me aam bat hai isiliye kai logo ne is problem se chutkara pane ke liye power bank ka use karna shuru kar diya hai lekin agar aapke pas power bank nahi hai to aap Google  playstore se Battery Doctor (Power Saver) app download kar lijiye.
Dosto  kabhi-kabhi hamare phone ke kuch apps apne aap chalte rahte hai or us se hamare phone ki battery bahut jaldi khatm ho jati hai Battery Doctor (Power Saver) app dusre apps ko chalne se rok deta hai or aapke phone ki battery save rahti hai.


2. Android Tips – Android phones ke storage space ko increase kaise kare ?

Dosto agar aapke phone memory ka storage kam hai or jayada files hone ke karan uska space full ho gaya hai to aap sochte honge ki aisa kya karu ki mujhe kuch delete bhi na karna pade or space bhi free ho jaye dosto ye trick use karke aap aisa bhi kar sakyte hai bas aapko mere bataye instructions follow karne hai.
1. Sabse pahle apne android phone me File Manager open kare.
2. Ab Android name ke folder ko search kare or delete kar de.
Dosto aapko sirf Android folder delete karna hai dhyan rahe koi or folder delete na ho.

3. Android Tips – Android phone ke hang hone par kya kare ?

Dosto agar aapka Android phone bar-bar hang hota hai to aap is trick ke jariye is problem ko solve kar sakte hai.
Doto Jap aap apne phone me kuch apps ko ek sath use kar rahe hote hai to aapka phone hang hone lagta ise rokne ke liye aapko sabhi apps ko close karna hai or task manager me jakar clear Ram ke option par click karna hai or iske baad aapka phone hang hona band ho jayega.


4. Android Tips – Android phone ko Tv remote kaise banaye ?

Dosto aapme se bahut kam log jante honge ki aap apne Android phone ko Tv ke remote ki tarah bhi use kar sakte ho lekin iske liye aapko Android Tv Remote control app down load karna hoga is app se aap apne tv ko puri tarah se control kar payenge lekin ye feature sirf kuch mehenge tv me hi supported hai.

5. Android Tips – Android phone me secret Files kaise banaye ?



Dosto hamre phone me bahut si aisi Files hoti hai jinhe ham hide kar kr rakhna chahte hai taki jab hamara phone koi dusra vyakti use kare to vo un Files ko dekh na paye aapko Google playstore par bahut se aise apps mil jayenge jisase aap apne personal Files ko hide kar sakte hai lekin dosto main aapko aisi trick batane jar aha hu jise use karke aap bina koi app download kiye apne secret Files ko Hide kar payenge.
Agar aap kisi file ko hide karna chahte hai to aapko usko Rename karna hoga jaise ek file hai jiska name Personal hai to aap uska rename “.Personal” karke save kar dijiye vo aapke phone me hide ho jayega or jab aapko is File ko dekhna ho to aap File Manager me jakar show hidden Files ke option par click karke ise dekh sakte hai.

6. Android Tips – Androd phones ki screen ka video kaise record kare ?

Dosto is trick se aap apne phone ke screen ko Record kar sakte ho jaise ki aap apne phone me koi game khel rahe ho or aap chahte ho ki uski ek video ban jaye jise aap kabhi bhi dekh sake to ye trick aapke kaam aa sakti hai aapko sirf playstore se DU Recorder app download karke apne phone me install karna hai or is app se aap bahut asaani se apne phone ki screen ka video record kar sakte hai. Dosto kuch log iska use karke apps tutorial video banate hai or youtube par upload karke paise bhi kamate hai.

7. Android Tips – Android phones me image ka size kaise kam kare ?

Dosto aapne kai bar dekha hoga ki jab ham apne phone se koi photo khichte hai to uska size 2mb-5mb tak hota hai jisase hamare phone ka storage bahut jaldi full ho jata hai ye problem android phones me bahut aam hai lekin agar aapko apne photos ka size 300kb-400kb tak karna hai to ye trick aapke liye bahut usefull hai.
Sabse pahle aapko apna camera open karke uski setting me jana hai or Resolution ke option ko select karke use kam karna hai lekin aap Resolution jyada kam bhi na kare kyonki isase aapke photo ki quality bhi kam ho jayegi.

8. Android Tips – Android phone ki Ram kaise badhaye ?

Dosto aajkal Google play store par bahut ache-ache games aa rahe hai lekin unhe apne phone me install karne ke liye hamare phone ka Ram bhi jyada hona chahiye is trick me main aapko ek aisa tarika bata raha hu jisase aapke phone ka Ram badh jayega.
Dosto sabse pahle aap apne phone me Google playstore se RamExpander app install kariye or is app ki help se apne phone ki Ram badhaiye or high Quailty ke Games kheliye.

9. Android Tips – Android phone me Recycle Bin kaise use kare ?

Dosto Recycle bin software aapne jyadatar windows me dekha hoga lekin ab developers ne iska size chota kar diya taki android phones me bhi iska istemaal kiya ja sake.
Dosto kabhi-kabhi ham apne phone se koi important file galti se delete kar dete hai to vo file hamesha ke liye erase ho jati hai or ham use dobara nahi pa sakte lekin agar aapke phone me Recycle Bin to vo file delete hokar Recycle bin me save ho jayegi or aap jarurat padne par use dobara pa sakte ho ye app aapko Google playstore par mil jayegi.

10. Android Tips – Android phone se wifi kaise hack kare ?

Dosto agar aap apne phone se kisi ka wifi hack karna chahte hai to ye trick aapke bahut kam ayega or is trick ko use karke aap apne phone me wifi se free internet chala sakte hai lekin iske liye aapko wifi Hacker professional app download karna hoga.dosto ye app 100% work karta hai or ise kai countries ne Ban bhi kar diya hai.


11. Android Tips – Google Playstore se Paid Apps ko Free me Kaise Download kare ?

Agar aap Google Playstore se kisi paid app ko free me download karna chahte hai to ye trick aapke liye bahut usefull sabit hogi. Paid apps free me download karne ke liye aapko BlackmartApp apne phone me install karna hoga or iski help se aap kisi bhi paid app ko free me download kar sakte ho.
Is app ko use karne ke bare me hamne apni post me detail se bataya hai us post ko padhne ke liye Niche diye link par click kare.

12. Android Tips – Mobile ko wireless Mouse and Keyboard kaise banaye ?

Is trick ki help se aap apne Android phone ko wireless Mouse and Keyboard banakar use kar sakte ho.
Dosto kabhi-kabhi hamare computer/Laptop ka Keyboard ya Mouse kharab ho jata hai to is trick ko use karke aap is problem ko solve kar sakte ho iske liye aapko Remote Mouse Appapne phone me install karna hoga.
Is app ko use karne ka tarika ham ne apni dusre post me bataya hai us post ko padhne ke liye niche diye link par click kare.


13. Android Tips – Android Phone ko DSLR Camera kaise banaye ?

Agar aapko apne phone me DSLR ki tarah photo click karna hai to aapko DSLR Camera Pro app apne phone me install karna hoga iski help se aap easily high Quality photos capture kar sakte ho.
Is app ko use karne ka tarika janane ke liye niche diye link par click kare.


14. Android Tips – Kisi Number par 5 Sec. me 100 Miss call kaise kare ?



Dosto ye ek prank trick hai iski help se aap apne friends ke sath prank kar sakte ho. Kisi friend ke Number par 5 sec. me 100 miss call karne ke liye aapko apne phone me Tak Zang Appinstall karna hoga.
Jab aap is app ka use karke itne sare miss call ek sath karoge to aapka friend shocked rah jayega.
Is trick ko detail me padhne ke liye niche diye link par click kare.


15. Android Tips – Android Phone ko computer kaise banaye ?

Dosto is trick ka use karke aap apne phone ko computer ki tarah bana sakte ho iske liye aapko window launcher App apne phone me install karna hoga uske baad aapke phone ki screen or system bilkul computer desktop ki tarah dikhayi dega.
Is trick ke bare me jyada jankari ke liye niche diye link par click kare.

11. Apne Android phone ko spy camera bnaye 

Aaj kal Sabhi android phone me Camera hota he kya Tumhe pta he ke Apne phone ke camera ko CCTV ya SPY camera bhi bna Sakte he Nhi Na
OR Video/Audio bhi record kar ke khi Se Bhi Dekh Sakte Ho Ye ip webcam Se Kar Sakte he ip webcam Android phone Ko spy camera me Change Kar deta he
Tum Apne phone ke camera ko khi Se Bhi monitor kar sakte ho


12 . APNE ANDROID PHONE KA IMEI CHANGE KRE

Friends Android Mobile Ka IMEI number change Karna koi Badi bat Nhi He Ye Aaj kal Aam Ho gya. IMEI change Karna Illegal He or Mobile ki warranty bhi Khatam Ho Jati He. Hacker Mobile Ka IMEI Change Kar ke Software. Games. Free recharge app etc  Hack karte He
Agar Aapko bhi Apna IMEI change Karna he to Aap Easly Change Kar Sakte he Iske liye Aapka Phone Root Hona Chahiye IMEI CHANGE KARNE KE LIYE ye padh

IMEI CHANGE KRE 3 SIMPLE STEP KE SAATH 


13. Android Se Whatsapp hack kre 

Friends aaj kal Whatsapp Hacking janne Ko Sab Chahte he Lekin Isko Hack Karna Koi Muskil Kaam nhi whatsapp ko Hum Easly MSPY software se Hack  Kar Sakte he ye Ek paid app He Isko Download Karne Ke liye Apko Paise dene honge

14.Apne Android phone me Recycle bin kese Lgaye 

Kabhi Aisa Ho jata he Kuch Important Data pic/Video  Ya Audio Galti se Delete ho jata he Or Usko Dubara Lane ka Koi chance Nhi Hota Isi Karan Ab ek App Aaya He Uski Madad Se Koi Bhi File Delete Hone Ke Bad  Usme Store Ho Jati He . Or aap Usko Dubara Restore Kar Sakte he.

14.Apne Android phone me Recycle bin kese Lgaye 

Kabhi Aisa Ho jata he Kuch Important Data pic/Video  Ya Audio Galti se Delete ho jata he Or Usko Dubara Lane ka Koi chance Nhi Hota Isi Karan Ab ek App Aaya He Uski Madad Se Koi Bhi File Delete Hone Ke Bad  Usme Store Ho Jati He . Or aap Usko Dubara Restore Kar Sakte he

Recycle bin for android download 



15. APNE ANDROID PHONE KO TV REMOTE BNAYE

Kya Aap Jante he Aapka Android phone 1 TV remote Ki trah Kaam kar sakta he. Volume up/down channel change Kar Sakte ho. Ye Feature Aapko  Badi company ke TV me Hota he actually kuch smart TV ye Feature deti he ke Aap Apne android se remotely access kar Sake
Android remote control download 


16. Record Your android Screen 

Friends kya aap apni screen recod Karna chate he jese Aap KIsi  Game ko Record kar ke Apne Friends ko dikhana chahate he
Aap Apni screen Aasani se Record kar sakte he

Download Screen recorder 



17.Android phone Ki Internet speed check kre 

Agar aap Apne phone Ki Internet speed  loading downloading Or Wifi Speed check Karna chahte he To Aap Easly android app speed test se kar sakte he
Internet speed checker download 

18. Bar bar phone hang Hota he To Kya kre 

Agar aap kuch kaam kar rhe he To Aapka Phone bar bar Ho Rha he to Aap sabse phle HOME Par aaye OR Sare APPLICATION CLOSE  kre
Fir Ram ko clear kar de Ab aapka phone Hang nhi hoga


19. INTERNET CONNECTION BAR BAR BAND YA ACCESS NA HO TO KYA KRE 

Agar aap Aisi jagah he ya aapke pass jo sim he uska full network Vha Mauzood nhi to ye problem Ho jati he

Iske liye Aap Apne phone ko FLIGHT MODE pe 2 ya 3 mint  Tak Rehne de Fir Usko Hata de Ab Aapke phone me ye Problem nhi hogi

20. Android Mobile ki Battery kon Lambe Time Tak kis trah chalaye 

• Apne Android phone se Vo app delete kre jo aapke Kaam ke Nhi He
•phone ko vibration mode pe Na rakhe Balki  ringTon mode pe Rakhe

•Bluetooth.Wifi.data. inhe kaam ho Jaane ke badd turant band Kar de

•mobile ko Bar Bar charge Na kre Jab bhi charge kre 95% Se kam Na kre
•brightness kam rakhe

Dosto agar aap ko ye post achi lagi to hame comment kar sakte hai.
Share:

0 comments:

Post a Comment

Search This Blog

Powered by Blogger.
  • ()

Recent Posts

Unordered List

Pages

Theme Support