Whatsapp A1 2018 Letest Tricks In Hindi
Whatsapp A1 2018 Letest Tricks In Hindi |
Whatsapp messenger social media ka sabse favorate aur popular app hai. Whatsapp app har month kuch na kuch updates jarur karta hai. Jiska jaydatar whatsapp user ko pata nhi chalta hai. So is post me latest Whatsapp tips and tricks ke bare me bateynge. Jisse aap ek smart whatsapp user ban sakte hai. Aur is post me aapko latest whatsapp tricks batayenge.
1. Whatsapp Se Send Karhe Huwe Sms Ko Delete Kaise Karen.
Kai bar whatsapp par hamse aishe sms send ho jate hai. Jo ham send hi nhi karna chahte hia. Aur uske bad musibat kadi ho jati hai. Lekin whatsapp ne is problem ke liye bahut best features provide kara hai. uske liye aapko Send kare wohe sms ko 7 minutes ke under me message ko delete karana hota hia. Ye Bahut Useful whatsapp Tips and tricks hai.
For Example:-
1. Sabse pahle apne kisi friend ko sms send karen.
2. Ab Send karhe huwe message par long press karen.
3. Ab delete button par click karen.
4. Delete button par click karne ke bad aapko Delete delete for every everyone par click karna hia.
Ab aapke friend ko send karwa huwa message show nhi hoga.
2. Format Text WhatsApp Trick In Hindi:-
Agar aap apne whatsapp message ke writing skill ko thoda attractive banana chate hai. To aapne message ko is trah se professional bana skate hai..
Bold:- Agar aap apne sms ko bold text me send karna chahte hai. To aapko is trah se sms ko type karna hai.
For example:- *Whatsapp Tips And Tricks in hindi*
Italics Text:- Agar apne sms ko Italics ko style me send karna chahte hai. To aapne sms ko Italics style me send kar skate hai. Italics style me is trah se send karen.
For example:- _Latest Whatsapp Tips And tricks In hindi_
Strike-through:- Strike-through me aap apne Message ke text me Cut ka mark laga sakte hai.
For Example:- ~Whatsapp Tips and tricks in hindi~
Ye whatsapp tips and tricks bahut useful hai. whatsapp user ke liye.
3. Whatsapp Contact Show Kyo Nhi Hote:-
Whatsapp ka ek aur feature bahut best hai. agar aap apne whatsapp contact ko hide karna chahte hai. ya fir aapke mobile me whatsapp contact show nhi ho rahe hai. To Wo Bahut esaily is problem ko solve kar sakte hai. Iskliye aapko pahle Mobile setting me whatsapp contact permission ko allow/diney karna hota hai.
1. Whatsapp setting ko open kare.
2. Ab help ke uper Contacts Tab par click karen.
3. Ab Show All Contact Par click kar dijye.
Aab jitne bhi sim or mobile ke contact honge. sare show ho jayenge. Ye bahut useful whatsapp tips and tricks hia.
4. Whatsapp Par Language Change Kaise Karen:-
Whatsapp Ab 11 language me avilable hai. Aur agar aap english ke wajayh whatsapp ko hindi me use karana chahte hai. To badi assani se language ko change kar sakte hai.
For Example:-
1. Sabse phale whatsapp setting par click kare.
2. Ab Chat wale tab par click karen.
3. Ab aap man passand language select kar sakte hai.
Whatsapp tips and tricks me language bhi useful features hai whatsapp user ke liye.
5. Pin Chat Whatsapp Message Tricks In Hindi:-
Agar aap kisi personal whatsapp contact ko chat me sabse Past number par rakhna chahte hai. ya Fir kisi group ko jiske sabse jayda message athe ho. ushe top par hi rakhana chahte hai. To uske liye aap Pin Chat Ka use kar sakte hai.
For Example:-
1. Sabse phale aapne contact ko slecet kare. Jise aap top par rakna chahte hai.
2. Ab pin chat button par click kar dene ke bad selected contact top me show hoga.
Pin chat me aap 2 hi contact rak skate hai.
Whatsapp tips and tricks me pin chat bhi bahut useful tool hai.
For Example:-
1. Sabse phale aapne contact ko slecet kare. Jise aap top par rakna chahte hai.
2. Ab pin chat button par click kar dene ke bad selected contact top me show hoga.
Pin chat me aap 2 hi contact rak skate hai.
Whatsapp tips and tricks me pin chat bhi bahut useful tool hai.
6. Whatsapp Message Notification Off Kaise Karen:-
Kai bar whatsapp group par itne message athe hai. ki notification hata-hata kar pareshan ho jate hai. Lekin whatsapp ne notification ko off karne ke liye bhi features diya hai. Jisse aapko whatsapp message notification ka pata nhi chalega. Aur message aapke whatsapp par recieve hote rahenge.
Whatsapp Notification Off:-
1. Aap jis contact ya group ke notication ko band karna chahte hai. phale ushe long press karke select kar le.
2. Ab Pin chat ke aghe Mute notification button par click kar de ab aapko un contact aur group ka message ka notication nhi ayega.
3. Notification ko 1 hour, 1 week, 1 year, ke liye off kar skate hia. as you wiss
Whatsapp tricks me whatssapp notication mute bhi ek acha features hai.
7. Profile Picture Hide Whatsapp Tricks:-
Agar aap without profile pictures ke use karna chahte hai. To whatsapp par wo features bi available hai. Basically kabhi kabhi Whatsapp profile pictures hide karna padti hai. To profile pictures ko kaise hide karna hai.
how to hide Whatsapp profile pictures:-
1. Sabse pahle setting par jaye.
2. Ab Account par click karen.
3. Ab privacy par click karen.
4. Ab Profile photo par Nobody select karen.
Sort:- Setting>>Account>>Privacy>>Profile photo>>Nobody.
Whatsapp tricks and tips me profile picture hide karne ke liye badiya features hai.
1. Sabse pahle setting par jaye.
2. Ab Account par click karen.
3. Ab privacy par click karen.
4. Ab Profile photo par Nobody select karen.
Sort:- Setting>>Account>>Privacy>>Profile photo>>Nobody.
Whatsapp tricks and tips me profile picture hide karne ke liye badiya features hai.
8. Draw On Your Picture Whatsapp Tricks:-
Whatsapp par new update me ek feature aur bhi add huwa hai. kai bar example ke liye pictures me editing karni hoti hai. Ab jaise hi aapne friend ko iamge send karte hai. to iamge editing par drawing bhi kar skate hai.
1. Sabse phale kisi bhi person ka contact open kare.
2. Ab gallery se image select kariye.
3. Aur image select karne ke bad aapko drwa ka option milta hai.
Now send it!
Whatsapp tips and tricks ka ye best tool hai user ke liye.
1. Sabse phale kisi bhi person ka contact open kare.
2. Ab gallery se image select kariye.
3. Aur image select karne ke bad aapko drwa ka option milta hai.
Now send it!
Whatsapp tips and tricks ka ye best tool hai user ke liye.
9. How To Hide Last Seen On Whatsapp:-
Ye whatsapp tricks bahut useful hai whatsapp user ke liye. Kyoki kahi friend puri details rakhte hai. Whatsapp par kitni baje tak online rahta/ rahti hai. Aur kab whatsapp par atha hai. Agar aap is janjet se chutkara pana chahte hai. To whatsapp aapko ye features bhi deta hai.
How to hide last seen on whatsapp tricks In hindi:-
1. Sabse pahle setting par jaye.
2. Ab account par click kariye.
3. Ab Privacy par click kariye.
4. Ab last seen par nobody par click kar den.
Sort:- Setting>>Account>>Privacy>>Last seen|>> Nobody.
Ye Bahut useful whatsapp tips and tricks hai. Whatsapp par daily online rahne wale ke liye.
1. Sabse pahle setting par jaye.
2. Ab account par click kariye.
3. Ab Privacy par click kariye.
4. Ab last seen par nobody par click kar den.
Sort:- Setting>>Account>>Privacy>>Last seen|>> Nobody.
Ye Bahut useful whatsapp tips and tricks hai. Whatsapp par daily online rahne wale ke liye.
10. Hide Chats From Conversation List Whatsapp Tricks:-
Agar aap apne kisi personal chater ko conversation list yani home page se hide karna chate hai. To bahut esily kar skate hai. ye whatsapp tricks bahut useful hai. Aur is tricks ka use aapne personal chat karne wale ko conversation list se hide kar skate hia.
1. Sabse phale contact select karen.
3. Ab ye selected contact conversation list se hide ho jayega.
To dosto aap ye post kaisi lagi comment karke bataye or iss share kare.
0 comments:
Post a Comment